Corona Virus Mahamari Ke Chalte Kuch Savdhaniyan

Sabse pehle antarvasna lovers se anurodh hai ki Corona virus ko halke mein na le!

Corona virus, SARS-CoV-2 ek hi virus ke naam hai aur ish virus se COVID-19 namak rog hota hai.

Agar aapko koi zaruri kaam nahi hai to aap na ghar se nikle aur na hi apne gharwalo ko nikalne de. Jab bahut jyada zarur kaam ho to mask ke sath aur puri taiyari ke sath bahar nikle. Ghar par aate hi sabse pehle ache se hath dhoye. Agar aapke sharir mein Covid-19 ka koi bhi lakshan dikhai deta hai to apne aapko gharwalo aur bahri duniya se alag kar le aur doctor ke bataye anusar check up karwaye.

Agar ham log abhi nahi sambhle to parinam bahut ghatam ho sakta hai. China aur Italy iske satik udaharan hai. Waise bhi hamre India mein jansakhnya bahut jyada hai to ye bimari bahut teji se fail sakti hai.

Kal yani 22th March ko pure bharat mein hamare manniye pradhanmantri dwara Bharat band ka elan hai to kripya palan kare. Ye hamari suraksha ke liye liya gaya nirnya hai.

Jyada jankari ke liye aap WHO ki site par jakar dekh sakte hai.

To dosto aaram se ghar par baithiye aur manoranjan ke liye antarvasna photos par pics dekhte rahiye. Savdhan Rahiye Satark Rahiye. Dhanyawaad!